Mujhe Khabar Thi woh mera nahin paraya tha
Pa dhadkanon ne usi ko khuda banaya tha
Main khwab khwab jise dhooonhta phira barson
Wo ashq meri aankh mein samaya tha
Tera qasaar nahin jaan meri tanhai
ye rog mane hi khud jaan ko lagaya tha
Taman shahar mein ek woh hai ajnabee mujhse
Kejisne geet mera shahar ko sunaya tha
No comments:
Post a Comment
thanxxx frind